Showing posts with label Muharram. Show all posts
10 moharm ko chand, sitaray, zamen or janat bani
isi din Firown ghark hua
isi din Hazrat Yosuf(a.s) kunwain se bahir aye
Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki
Kahan Se Dhoondh K Lain Misaal ASGHAR Ki
Lafzon Mai Kiya Likhun
“SHAHADAT-e-HUSSAIN”
shah-e-najaf ali a.s hai shah-e-karbala hussain a.s hajat rawa ali a.s hai dukhon ki dawa hussain a.s chahte ho agr qareeb na aye koi malal khush ho kar kaho ya ali ro ro kar kaho ya hussain a.s
LIVE LIKE ALI (a.s)
DIE LIKE HUSSAIN (a.s)
INSAAN KO BEDAR TU HO LANE DU
HIR KOOM PUKARE GI K HAMARAY HEIN HUSSAIN
ay shaheedo jaan nisaro
ay muhiban-e- hussain
labaik ya hussain a.s
labaik ya hussain a.s
Nabi Nana Ali Baba
Skhawat Ho Tu Aisi Ho.
Katay Sarr Kray Sajda
Ibadat Ho To Aisi Ho…
(SALLAM YA HUSSAIN A.S)
Wo jis ne apny Na Na ka wada Pura kar dia
Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia
Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam
Us “Hussain Ibne-Ali” par lakhon salam
Din Rota Hy Raat Roti Hy,
Har Momin Ki Zaat Roti Hy,
Jab Bhi Muharram Aata Hy,
Apna Koi Marta Hai Roty Ho Trap K,
AAL-E-MUHAMMAD Ka Koi Gham Nai Karte,
Hemat Hai To Mehshar Mein Kehna Pyare MUHAMMAD Se..
Karabala Ko Karabla Ke Shanshah Per Naz Hai,
Us Nawase Pe Mohammad Mustafa(S.A.W) Ko Naz Hai,
Salaam KHUDA Bar Shudan-e-Rah KHUDA…!!!
Mazloom Hunaim…!!!
Kon Kehta Hai, Ka Pani Ko Tarsta Tha “HUSSAIN”
Unn Ka Honton Koo, Tarsta Haha Pyasa Pani